(Shaam Se Dil Udaas Hai Aaja – (2)
Aaj Phir Teri Aas Hai Aaja) – (2)
Shaam Se Dil Udaas Hai Aaja, Aaja, Aaja, Aaja
Nisale Baadal Barasati Aankhon Mein – (2)
Ek Bas Teri Pyaas Hai Aaja
Shaam Se Dil Udaas Hai Aaja, Aaja, Aaja, Aaja
Main Fakat Saans Le Raha Hoon Yahaan – (2)
Jindagi Tere Paas Hai Aaja
Shaam Se Dil Udaas Hai Aaja, Aaja, Aaja, Aaja
Saari Duniya Hai Par Anis Mujhe – (2)
Teri Kurbat Hi Raas Hai Aaja
Shaam Se Dil Udaas Hai Aaja – (2)
Aaj Phir Teri Aas Hai Aaja
Shaam Se Dil Udaas Hai Aaja, Aaja, Aaja, Aaja, Aaja…
Shaam Se Dil Udaas Hai Aaja Song Lyrics from the movie/album Generations-2008. The song Shaam Se Dil Udaas Hai Aaja was sung by Asha Bhosle, Ghulam Ali. The music was given by Aamir Ghulam Ali. The lyrics were Penned by Ahmad Anees
Share your thoughts