Pyar Mein Hota Hai Song Lyrics from the movie/album Papa Kahte Hain released in the year 2016 starring Jugal Hansraj, Mayuri Kango. The song Pyar Mein Hota Hai was sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. This movie/album was directed by Mahesh Bhatt. The music was given by Rajesh Roshan. The lyrics were Penned by Sameer. The music rights for song purely belongs to T-series

Pyar Mein Hota Hai Lyrics

Pyar Mein Hota Hai Kya Jaadu
Tu Jaane Ya Main Jaanu
Pyar Mein Hota Hai Kya Jaadu
Tu Jaane Ya Main Jaanu
Rehta Nahi Kyun Dil Par Kaboo
Tu Jaane Ya Main Jaanu
Pyar Mein Hota Hai Kya Jaadu
Tu Jaane Ya Main Jaanu

Gun Gun Kerta Kyun Phirta Hai
Koi Bhawra Baghon Mein
O Gun Gun Kerta Kyun Phirta Hai
Koi Bhawra Baghon Mein
Kyun Hoti Hai Phool Mein Khushaboo
Tu Jaane Ya Main Jaano
Pyar Mein Hota Hai Kya Jaadu
Tu Jaane Ya Main Jaanu

Chandni Raatein Ho Toh Chakori
Pagal Si Kyun Hoti Hain
Chandni Raatein Ho Toh Chakori
Pagal Si Kyun Hoti Hain
Jungle Mein Koyal Ki Ku Ku
Tu Jaane Ya Main Jaanu
Pyar Mein Hota Hai Kya Jaadu
Tu Jaane Ya Main Jaanu

Jaisay Haryaali Aur Sawan
Jaisay Bharkha Aur Badal
O Jaisay Haryaali Aur Sawan
Jaisay Bharkha Aur Badal
Tere Liye Main Mere Liye Tu
Tu Jaane Ya Main Jaano
Pyar Mein Hota Hai Kya Jaadu
Tu Jaane Ya Main Jaanu

Pyar Mein Hota Hai Kya Jaadu
Tu Jaane Ya Main Jaanu
Rehta Nahi Kyun Dil Par Kaboo
Tu Jaane Ya Main Jaanu
Tu Jaane Ya Main Jaanu
Tu Jaane Ya Main Jaanu.

Share your thoughts

Rajesh roshan, Jugal hansraj, Mayuri kango, Pyar mein hota hai full song | papa kehte hain | jugal hansraj, Pyar mein hota hai - hd video song | jugal hansraj & mayuri | alka yagnik, Jugal hansraj songs, Kumar sanu, Papa kahte hain, Mayuri kango songs, Jugal hansraj mayuri kango, Mayuri kango | voice of sandy jugal hansraj mayuri kango papa kehte hain pyaar mein hota hai kya, Papa kahte hain movie songs, Kumar sanu songs