Phool Ka Shabab Kya Song Lyrics from the movie/album Farz Ki Jung released in the year 2016 starring Govinda, Neelam Kothari. The song Phool Ka Shabab Kya was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by R.P. Swamy. The music was given by Bappi Lahiri. The lyrics were Penned by Anjaan, Naqsh Lyallpuri. The music rights for song purely belongs to Tips Music

Phool Ka Shabab Kya Lyrics

Phool Ka Shabab Kya Husn Mahatab Kya
Aap To Bas Aap Hai Aap Ka Jawab Kya
Aap Ka Jawab Kya
Phool Ka Shabab Kya Husn Mahatab Kya
Aap To Bas Aap Hai Aap Ka Jawab Kya
Aap Ka Jawab Kya

Zulfo Se Khele Mahki Hawaye
Uff Ye Jawani Uff Ye Adaye
Uff Ye Jawani Uff Ye Adaye
Surkh Lab Ke Samne Sokhi Ye Gulab Kya
Phool Ka Shabab Kya Husn Mahatab Kya
Aap To Bas Aap Hai Aap Ka Jawab Kya
Aap Ka Jawab Kya

Aankho Mein Tauba Kitna Nasha Hai
Main Kya Ye Mausam Bahka Hua Hai
Main Kya Ye Mausam Bahka Hua Hai
Layegi Ye Mastiya Koi Bhi Sharab Kya
Phool Ka Shabab Kya Husn Mahatab Kya
Aap To Bas Aap Hai Aap Ka Jawab Kya
Aap Ka Jawab Kya

Gore Badan Se Lipta Hua Hai
Pani Ki Dekho Takdir Kya Hai
Pani Ki Dekho Takdir Kya Hai
Yuhi Dekhta Rahu Main Hasin Khwab Kya
Phool Ka Shabab Kya Husn Mahatab Kya
Aap To Bas Aap Hai Aap Ka Jawab Kya
Aap Ka Jawab Kya
Aap Ka Jawab Kya.

Share your thoughts

Bappi lahiri songs, Lyricist: naqsh lyallpuri music: bappi lahiri, Neelam kothari and sameer soni, Neelam kothari movie, Bappi lahiri rare songs, Neelam kothari songs, Bappi lahiri hit songs, Bappi lahiri, Neelam kothari, Bhappi lahiri, Phool ka shabab kya husn e mahtaab kya, Phool ka shabab kya husn mahatab kya aap ka jawab kya, Singer: mohammed rafi sahib, Phool ka shabab kya karaoke by surendra singh gaur mohd.rafi sahab., Govinda movies, Mohammed rafi unreleased songs