Mere Yaro Tum Song Lyrics from the movie/album Mahaanta released in the year 2018 starring Sanjay Dutt, Jeetendra. The song Mere Yaro Tum was sung by Amit Kumar. This movie/album was directed by Afzal Khan. The music was given by Laxmikant Pyarelal. The lyrics were Penned by Anand Bakshi

Mere Yaro Tum Lyrics

Aala Re Aala Policewala Daalo Gale Mein Phulo Ki Maala

Mere Yaaro Mere Yaaro Tum Bhi Badlo Duniya Saari Badal Gayi
Jo Naa Badle Jo Naa Badle Reh Gaye Pichhe Gaadi Aage Nikal Gayi

Mere Yaaro Tum Bhi Badlo Duniya Saari Badal Gayi
Jo Naa Badle Reh Gaye Pichhe Gaadi Aage Nikal Gayi

Main Tha In Galiyo Ka Joker Galiyo Ka Joker
Aaj Main Hu Ek Sarkari Naukar Ek Sarkari Naukar
Samajh Gaya Main Khaake Thokar
Aise Jaise Aise Jaise Gend Upar Uchhal Gayi
Jo Naa Badle Reh Gaye Pichhe Gaadi Aage Nikal Gayi
Aala Re Aala Policewala Daalo Gale Mein Phulo Ki Maala

Uparse Chaahe Kaisa Hu Main Andarse Tum Sab Jaisa Hu Main

Jaisa Gaya Tha Vaisa Hu Main
Dekhi Koi Dekhi Koi Chikni Suratiya Meri Najariya Fisal Gayi
Jo Naa Badle Jo Naa Badle Reh Gaye Pichhe Gaadi Aage Nikal Gayi
Mere Yaaro Tum Bhi Badlo Duniya Saari Badal Gayi

Kaisa Bhulau Tumko Yaar Bhai Kahu Ya Thanedaar

Kuchh Bhi Kaho Karo Mujhse Pyar
Kitne Din Ke Kitne Din Ke Baad Mile Hum Mil Ki Tabiyat Machal Gayi
Kitne Din Ke Kitne Din Ke Baad Mile Hum Mil Ki Tabiyat Machal Gayi
Aala Re Aala Policewala Daalo Gale Mein Phulo Ki Maala
Mere Yaaro Mere Yaaro Tum Bhi Badlo Duniya Saari Badal Gayi
Jo Naa Badle Jo Naa Badle Reh Gaye Pichhe Gaadi Aage Nikal Gayi
Gaadi Aage Nikal Gayi Gaadi Aage Nikal Gayi

Share your thoughts

Laxmikant pyarelal, Laxmikant pyarelal songs, Laxmikant pyarelal superhit songs, Hits of laxmikant pyarelal, Kishore kumar romantic songs, Kishore kumar songs, Laxmikant pyarelal hit songs, Greatest hits of laxmikant pyarelal, Best of laxmikant pyarelal songs, Kishore kumar, Kishore kumar hit songs, Laxmikant, Song lyrics, Kishore kumar mere naseeb mein ae dost lyrics, Pyarelal, Janeman tum kamal karte ho lyrics, Lyrics of hindi songs, Lyrics of janeman tum kamal karte ho