Mera Jivan Kora Kagaj Song Lyrics from the movie/album Kora Kagaz. The song Mera Jivan Kora Kagaj was sung by Kishore Kumar. The music was given by Kalyanji-Anandji

Mera Jivan Kora Kagaj Lyrics

Meraa Jivan Kora Kagaj Kora Hee Reh Gaya – (2)
Jo Likha Tha -2 Aansu Sang Beh Gaya
Meraa Jivan -2 Kora Kagaj Kora Hee Reh Gaya

Ik Hawa Jhonka Aaya – (2)
Tut Dalee Se Phul – (2)
Na Pavan Kee Na Chaman Kee, (kiski Hai Yeh Bhul -2)
Kho Gayee Kho Gayee, Khushbu Hawa Me Kuchh Na Reh Gaya
Meraa Jivan Kora Kagaj Kora Hee Reh Gaya

Udate Panchee Ka Thikana – (2)
Meraa Na Koi Jahan – (2)
Na Dagar Hai Na Khabar Hai, (jana Hai Mujhko Kaha -2)
Ban Ke Sapna -2, Humsafar Ka Sath Reh Gaya
Meraa Jivan Kora Kagaj Kora Hee Reh Gaya

Dukh Ke Andar Sukh Kee Jyoti, (dukh Hee Sukh Ka Gyan -2)
Dard Sah Ke Janm Leta, (har Koyee Insan -2)
Woh Sukhee Hai -2, Jo Khushee Se Dard Sah Gaya
Meraa Jivan Kora Kagaj Kora Hee Reh Gaya

Share your thoughts

Mera jeevan kora kagaz kishore kumar, Kishore kumar, Mera jeevan kora kagaz, Mera jeevan kora kagaz korahi reh gaya, Mera jeevan kora kagaz cover, Mera jeevan kora kagaz korahi reh gaya lyrics, Mera jeevan kora kagaz lyrics english, Kishore kumar songs, Mera jeevan kora kagaz korahi reh gaya karaoke, Mera jivan kora kagaj, Kora kagaz, Hindi song mera jeevan kora kagaz, Mera jiban kora kagaz, Mera jeevan kora kagaz with english subtitles, Kishore kumar hits