Mausam Suhana Hai Song Lyrics from the movie/album Dr. Shaitan released in the year 2015 starring Sheikh Mukhtar, Shakeela. The song Mausam Suhana Hai was sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mukesh Chand Mathur (Mukesh). This movie/album was directed by Shreeram Bohra. The music was given by Datta Naik. The lyrics were Penned by Jan Nisar Akhtar. The music rights for song purely belongs to Saregama

Mausam Suhana Hai Lyrics

Mausam Suhana Hai Dur Kahi Chal
Aaj Nahi Kal Aaj Nahi Tal
Aji Wada Tha Wade Se Piche Nahi Tal
Aaj Nahi Kal Aaj Nahi Tal

Thandi Hawao Ka Sath Rahega
Sath Rahega
Dono Ka Hatho Me Hath Rahega
Hath Rahega
Dono Ka Hatho Me Hath Rahega
Dekhe Zamana To Zamana Jaye Jal
Aaj Nahi Kal Aaj Nahi Tal
Mausam Suhana Hai Dur Kahi Chal
Aaj Nahi Kal Aaj Nahi Tal

Lautenge Jaldi Na Rat Karenge
Rat Karenge
Mil Jul Ke Baithenge Bat Karenge
Bat Karenge
Mil Jul Ke Baithenge Bat Karenge
Bat Karenge
Dil Ko To Chain Mile Haye Kisi Pal
Aaj Nahi Kal Aaj Nahi Tal
Mausam Suhana Hai Dur Kahi Chal
Aaj Nahi Kal Aaj Nahi Tal

Teri Adao Ko Jan Gaye Hum
Jan Gaye Hum
Kitni Garur Are Man Gaye Hum
Man Gaye Hum
Itna Garur Man Gaye Hum
Itrake Ithlake Mathe Pe Dal Nahi Bal
Aaj Nahi Kal Aaj Nahi Tal
Aji Wada Tha Wade Se Piche Nahi Tal
Aaj Nahi Kal Aaj Nahi Tal.

Share your thoughts

No Keywords