Kahin Bin Aag Jale Na Parwana
Kahin Bin Aag Jale Na Parwana
Jane Na Diwana Diwana Diwana
Lagi Ko Bujhana Bujhana Bujhana
Kahin Bin Aag Jale Na Parwana
Kahin Bin Aag Jale Na Parwana
Mile Jo Nigahe Machal Gaye Lakho
Isi Thandi Aag Me Jal Gaye Lakho
Mile Jo Nigahe Machal Gaye Lakho
Isi Thandi Aag Me Jal Gaye Lakho
Bhigi Bhigi Raate Nazara Hai Suhana
Nazara Hai Suhana
Nazara Hai Suhana
Kahin Bin Aag Jale Na Parwana
Kahin Bin Aag Jale Na Parwana
Bach Ke Sambhal Ki Jawani Hai Diwani
Samjho To Ye Hai Bas Uski Kahani
Bach Ke Sambhal Ki Jawani Hai Diwani
Samjho To Ye Hai Bas Uski Kahani
Marne Ka Arma Ye Jeene Ka Zamana
Ye Jeene Ka Zamana
Ye Jeene Ka Zamana
Kahin Bin Aag Jale Na Parwana
Kahin Bin Aag Jale Na Parwana
Jane Na Diwana Diwana Diwana
Lagi Ko Bujhana Bujhana Bujhana
Kahin Bin Aag Jale Na Parwana
Kahin Bin Aag Jale Na Parwana
Kahi Bin Aag Jale Na Parwana Song Lyrics from the movie/album Baghi released in the year 2018 starring Ranjan, Naseem Banoo. The song Kahi Bin Aag Jale Na Parwana was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Anant Thakur. The music was given by Madan Mohan. The lyrics were Penned by Majrooh Sultanpuri
Share your thoughts