Kabhee Na Sakun Aaya, Kabhee Na Karar Aaya Song Lyrics from the movie/album Koi Aap Sa. The song Kabhee Na Sakun Aaya, Kabhee Na Karar Aaya was sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. The music was given by Himesh Reshammiya. The lyrics were Penned by Sameer

Kabhee Na Sakun Aaya, Kabhee Na Karar Aaya Lyrics

Jane Hai Kitana Bechain Mann, Jane Hai Kaisa Devanapan, Devanapan
Kabhee Na Sakun Aaya, Kabhee Na Karar Aaya
Jab Se Hai Tum Pe, (mujko Pyar Aaya -2)
Kabhee Na Sakun Aaya, Kabhee Na Karar Aaya
Jab Se Hai Tum Pe Mujko Pyar Aaya, Pyar Aaya

Too Tassvur Me Mere Toh Hee Baato Me
Too Afsane Me Mere, Too Hee Yaado Me
Kabhee Na Sakun Aaya, Kabhee Na Karar Aaya
Jabse Hai Tumpe (mujhko Pyar Aaya -2)
Bekararee Bharee Kab Kese Ya Dil Na Samaj Na Paye
Badla Badla Lage Yai Alam Anjana Nasha Chaye

Tehri Jamee Tehara Hai Pal, Mann Me Machee Kyun Halchal
Sub Kuchh Alag Sa Lagne Laga, Yeh Dard Kesa Jagne Laga Jagne Laga
Kabhee Na Sakun Aaya Kabhee Na Karar Aaya
Jab Se Hai Tumpe Mjko Pyar Aaya

Dil Lagee Dil Lagee Me Kaise Mai Khud Ko Bhula Baithee
Mene Toh Kuchh Na Socha Samja Sapne Bhee Saja Baithee

Abb Ko Bas Chalta Nahee, Ik Lamha Dhalta Nahee
Chubhane Lagee Kyu Yeh Duriya, Koyee Na Jane Majburiya Majburiya
(Kabhee Na Sakun Aaya, Kabhee Na Karar Aaya
Jab Se Tumpe Mujko Pyar Aaya) – (2)
Pyar Aaya – (4)

Share your thoughts

Himesh reshammiya, Alka yagnik, Udit narayan, Himesh reshammiya music, Himesh reshammiya songs, Mera piya bada rangeela himesh reshammiya, Himesh reshammiya indian idol, Himesh reshammiya hit songs, Alka yagnik songs, Udit narayan songs, Kabhi na sakoon aaya kabhi na karaar aaya, Alka yagnik romantic songs, Kabhi na sukoon aaya with lyrics- koi aap sa, Maine soch liya udit narayan, Yagnik, Kabhi na sukoon aaya with lyrics, Sonu nigam & alka yagnik songs