Jau To Kaha Jau Sab Kuch Yahi Hai Lyrics | Anamika | Asha Bhosle | R D Burman

Jau To Kaha Jau Sab Kuch Yahi Hai Lyrics | Anamika | Asha Bhosle | R D Burman

Jau to kaha jau
Jau to kaha jau sab kuch yahi hai
Tere ghar ke bahar to na duniya na din hai
Jau to kaha jau sab kuch yahi hai
Tere ghar ke bahar to na duniya na din hai
Jau to kaha jau

Jaise bhi roko bihari mohe jag to pukare
Bihari mohe tere dawar aake
Ha tere dawar aake jana nahi hai
Jau to kaha jau sab kuch yahi hai
Tere ghar ke bahar to na duniya na din hai
Jau to kaha jau

Preet tere sang jodi piya
Chunari tere rang audhi piya
Kahi aur ghunghata kahi aur ghunghata
Uthana nahi hai
Jau to kaha jau sab kuch yahi hai
Tere ghar ke bahar to na duniya na din hai
Jau to kaha jau sab kuch yahi hai
Tere ghar ke bahar to na duniya na din hai
Jau to kaha jau

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *