((jab Se Hum Tere Aashik Bane
Aashiki Ka Maja Aa Gaya) – (2)
Pyar Ko Bandagi Jab Se Mana
Pyar Ko Bandagi Jab Se Mana
Bandagi Ka Maja Aa Gaya) – (2)
(Jab Se Hum Tere Aashik Bane
Aashiki Ka Maja Aa Gaya) – (2)
(Na To Koi Pyas Thi Na Koi Khyal Tha
Na Koi Dard Tha Na Koi Malal Tha) – (2)
Bahke Bahke Na The Kabhi Kadam
Tanha Tanha Thi Jindagi
Sanam Sanam Sanam
(Jindagi Me Mile Jab Se Tum
Jindagi Ka Maja Aa Gaya) – (2)
Pyar Ko Bandagi Jab Se Mana – 2
Bandagi Ka Maja Aa Gaya
Jab Se Hum Tere Aashik Bane
Aashiki Ka Maja Aa Gaya
(Dhadkane Baichain Hai
Kya Hasin Khwab Hai
Ishk Bemisal Hai Husan Lazawab Hai) – (2)
Aise Chahat Me Kho Gaye Ham
Pagal Dil Mane Na Koi Kasam
Kasam Kasam Kasam
(Ishk Me Aise Bebas Hue
Bebasi Ka Maja Aa Gaya) – (2)
Pyar Ko Bandagi Jab Se Mana – 2
Bandagi Ka Maja Aa Gaya
(Jab Se Hum Tere Aashik Bane
Aashiki Ka Maja Aa Gaya) – (2)
Jab Se Hum Tere Aashik Bane Song Lyrics from the movie/album Kraantiveer. The song Jab Se Hum Tere Aashik Bane was sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu. The music was given by Anand Shrivastav. The lyrics were Penned by Sameer
Share your thoughts