Hum Nahi Tere Dushmano Main Song Lyrics from the movie/album Hungama released in the year 2016 starring Aftab Shivdasani, Akshaye Khanna. The song Hum Nahi Tere Dushmano Main was sung by Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik, Sonu Nigam. This movie/album was directed by Priyadarshan. The music was given by Nadeem Saifi, Shravan Rathod. The lyrics were Penned by Sameer. The music rights for song purely belongs to Venus Records

Hum Nahi Tere Dushmano Main Lyrics

Hum Nahin Tere Dushmano Mein
Hum Nahin Tere Dushmano Mein
Kyon Humko Deewana Banaya Banaya
Kyon Humko Deewana Banaya
Hum To Hai Tere Doston Mein
Hum To Hai Tere Doston Mein
Kyon Tune Mera Dil Churaya Churaya
Kyon Tune Mera Dil Churaya

Hum Kahin Ek Din Yuh Ek Bahek Milgaye The
Ishq Ke Pyaar Ke Mastane Dil Kho Gaye The
Faasle Mitgaye Nazdeek Aane Lage Hum
Bekhudi Yuh Badi Saason Pe Chane Lage Hum
Hum Nahin Tere Qatilon Mein
Hum Nahin Tere Qatilon Mein
Kyon Zulfon Mein Hum Ko Fasaya Fasaya
Kyon Zulfon Mein Hum Ko Fasaya
Haan Hum To Hai Tere Doston Mein
Hum To Hai Tere Doston Mein
Kyon Tune Mera Dil Churaya Churaya
Kyon Tune Mera Dil Churaya

Yeh Mera Dil Gaya Bas Dillagi Dillagi Mein
Bhool Ke Yeh Jahan Dooba Teri Aashiqi Mein
Sochta Hoon Sanam Ikraar Kaise Karoon Mein
Pyaar Ke Dard Ka Izhaar Kaise Karoon Mein
Hum To Hai Teri Dhadkano Mein
Hum To Hai Teri Dhadkano Mein
Kyon Dard-e-jigar Ko Badaya Badaya
Kyon Dard-e-jigar Ko Badaya
Hum Nahin Tere Dushmano Mein
Hum Nahin Tere Dushmano Mein
Kyon Humko Deewana Banaya Banaya
Kyon Humko Deewana Banaya

Chaahate Sab Jise Main Woh Haseen Chandni Hoon
Yeh Bas Jaanlo Kiske Liye Main Bani Hoon
Aarzoo Kya Kahen Samjho Zara Tum Ishare
Pyaar Ke Khel Mein Jeete Koi Koi Hare
Hum To Hai Teri Baazon Mein
Hum To Hai Teri Baazon Mein
Kyon Ilzaam Hum Pe Lagaya Lagaya
Kyon Ilzaam Hum Pe Lagaya
Hum Nahin Tere Dushmano Mein
Hum To Hai Tere Doston Mein
Kyon Humko Deewana Banaya Banaya
Kyon Humko Deewana Banaya
Kyon Tune Mera Dil Churaya Churaya
Kyon Tune Mera Dil Churaya.

Share your thoughts

Hum nahi tere dushmano me hungama movie all song, Hum nahi tere dushmano main lyrics – abhijeet bhattacharya, Hum nahi tere dushmano me sonu nigam hit song, Abhijeet bhattacharya, Hum nahi tere dushmano main lyrics hungama (2003), Hum nahi tere dushmano me, Sonu nigam alka yagnik abhijit bhattacharya, Abhijeet all romantic hindi songs, Hum nahin tere dushmano be, Hum nahin tere dushmano mein, Hum nahi tere dushmano main” song details:, Hum nahi tere dushmano mein whatsapp status