Har Subah Sochu Jaag Ke
Kya Hain Karna
Shaam Tak Uss Aag Ka
Teh Hain Bujhna
Abhi Hi Toh Aankhein Kholi
Poori Tarah Bhi Nahi
Kaantein Ghoomein Ghadi Mein Hi
Bheje Mujhe Woh Kyu Kahin
Yeh Samay Toh Na Hain Saga
Na Mera Na Ye Hain Tera
To Aaj Ko Kal Pe Tal Ke
Keh Raha Maan Mera
Karenge Karenge Aisa Bhi Rush Kya
Hoon Zara Late Main Chod Na Bass Kya
Sofe Pe Baith Ke Ya Toh Phir Lait Ke
Le Raha Hoon Abhi Roh Ka Zaayeka
Na Hoon Main Phone Pe
Main Toh Hoon Zone Mein
Na Phaila De Koyi Ab Yaha Rayeta
Na Bani Baat Hain Na Bane Baal Hain
Gaa Raha Dil Mera Bewajah Gaaye Ja
Monday Ke The Joh Blues
Unko Kiya Cut Loose
Saadhe Saat Ka Alarm
Bara Baje Tak Kiya Snooze
Bill Mere Toh High Hain
Salary Bhi Na Aai Hain
Toh Aaj Ko Kal Ki De Kasam
Keh Raha Maan Mera
Bas
Karenge Karenge Aisa Bhi Rush Kya
Hoon Zara Late Main Chod Na Bass Kya
Sofe Pe Baith Ke Ya Toh Phir Lait Ke
Le Raha Hoon Abhi Roh Ka Zaayeka
Na Hoon Main Phone Pe
Main Toh Hoon Zone Mein
Na Phaila De Koyi Ab Yaha Rayeta
Na Bani Baat Hain Na Bane Baal Hain
Gaa Raha Dil Mera Bewajah Gaaye Ja
Gaaye Ja, Gaaye Ja
Gaaye Ja, Gaaye Ja
Gaaye Ja, Gaaye Ja
Gaaye Ja, Gaaye Ja.
Gaaye Ja Song Lyrics released in the year 2022 starring Vartika Jha, Shashank Dogra. The song Gaaye Ja was sung by Arijit Singh. The music was given by Sunny M.R.. The lyrics were Penned by Shloke Lal. The music rights for song purely belongs to Oriyon Music
Share your thoughts