Ek Lamhe Ki Bas Khata Hai Koyi – (2)
Abb Na Manjil Na Raasta Hai Koyi
Ek Lamhe Ki Bas Khata Hai Koyi
Kaise Dhundu Kahaan Se Laau Use – (3)
Paas Aakar Bichhad Gaya Hai Koyi
Ek Lamhe Ki Bas Khata Hai Koyi
Saans Lena Hi Jindagi Toh Nahi – (3)
Roj Mar Marake Ji Raha Hai Koyi
Ek Lamhe Ki Bas Khata Hai Koyi
Main Tere Paas Aa Toh Jaau Magar – (3)
Mujhako Ro Roke Rokata Hai Koyi
Ek Lamhe Ki Bas Khata Hai Koyi
Mujhako Iss Raat Ki Seher Toh Mile – (3)
Main Bhi Samajhu Mera Khuda Hai Koyi
Ek Lamhe Ki Bas Khata Hai Koyi
Abb Na Manjil Na Raasta Hai Koyi
Ek Lamhe Ki Bas Khata Hai Koyi
Ek Lamhe Ki Bas Khata Hai Koyi Song Lyrics from the movie/album Generations-2008. The song Ek Lamhe Ki Bas Khata Hai Koyi was sung by Ghulam Ali. The music was given by Aamir Ghulam Ali. The lyrics were Penned by Ahmad Anees
Share your thoughts