Awaara Hun
Awaara Hun
Yaa Gardish Me Hun Aasmaan Kaa Taara Hun
Awaara Hun
Awaara Hun
Yaa Gardish Me Hun Aasmaan Kaa Taara Hun
Awaara Hun
Gharbaar Nahin
Sansaar Nahin
Mujhse Kisi Ko Pyaar Nahin
Mujhse Kisi Ko Pyaar Nahin
Us Paar Kisi Se Milane Kaa Ikraar Nahin
Mujhse Kisi Ko Pyaar Nahin
Mujhse Kisi Ko Pyaar Nahin
Sunsaan Nagar Anjaan Dagar Kaa Pyaara Hun
Awaara Hun
Awaara Hun
Yaa Gardish Me Hun Aasmaan Kaa Taara Hun
Awaara Hun
Aabaad Nahin Barbaad Sahi
Gaata Hun Khushi Ke Geet Magar
Gaata Hun Khushi Ke Geet Magar
Zakhmon Se Bharaa Sina Hai Mera
Hasti Hai Magar Ye Mast Nazar
Duniyaa Aa
Duniyaa Me Tere Teer Ka Ya Takdir Ka Maara Hun
Awaara Hun
Awaara Hun
Yaa Gardish Me Hun Aasmaan Kaa Taara Hun
Awaara Hun
Awaara Hun
Awaara Hun
Awaara Hoon Ya Gardish Mein Hoon Aasmaan Song Lyrics from the movie/album Awara released in the year 2019 starring Raj Kapoor, Nargis Dutt. The song Awaara Hoon Ya Gardish Mein Hoon Aasmaan was sung by Mukesh. This movie/album was directed by Raj Kapoor. The music was given by Shankar Jaikishan. The lyrics were Penned by Shailendra
Share your thoughts