Ajab Hamari Hai Zindagani
Kabhi Andhera Kabhi Ujala
Ajab Hamari Hai Zindagani
Kabhi Andhera Kabhi Ujala
Hai Ye Hi Jivan Ki Ik Kahaani
Kabhi Andhera Kabhi Ujala
Kabhi Hai Milna Kabhi Bichhadana
Kabhi Hai Rona Kabhi Hai Gana
Kabhi Hai Milna Kabhi Bichhadana
Kabhi Hai Rona Kabhi Hai Gana
Hai Khwab Aisa Ye Zindagani
Kabhi Andhera Kabhi Ujala
Hai Ye Hi Jivan Ki Ik Kahaani
Kabhi Andhera Kabhi Ujala
Kabhi To Mausam Judaai Ka Hai
Kabhi Hain Ghadiya Madhur Milan Ki
Hai Gam Ki Manzil To Aani Jaani
Kabhi Andhera Kabhi Ujala
Hai Ye Hi Jivan Ki Ik Kahaani
Kabhi Andhera Kabhi Ujala
Ajab Hamaree Hai Jindaganee Song Lyrics from the movie/album Kabhi Andhera Kabhi Ujala released in the year 2018 starring Kishore Kumar, Nutan. The song Ajab Hamaree Hai Jindaganee was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by C P Dixit. The music was given by O P Nayyar. The lyrics were Penned by Majrooh Sultanpuri
Share your thoughts