Main Chori Chori Yun Jab Ho Aankhen Chaar Kya Hota Hai
Deewana Dil Jab Dhadke Pehli Baar Kya Hota Hai
Begaane Ban Jaate Hain Yaar Yaar Yaar Yaar
Anjaane Ho Jaata Hai Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar
Ye Kya Hota Hai? Kaise Hota Hai? Jaane Ye Koi Na
Chori Chori Yun Jab Ho Aankhen Chaar Kya Hota Hai
Tu To Keh Rahi Thi Tu 58 Hai
Tu Bhi To Bola Tu 57 Hai
Saara Ye Shehar Dekha Ghoom Ke
Dekhe Laakhon Haseena
Humko Hai Yakeen Koi Bhi Kahin
Tere Jaisi Nahin
Dil Jo Paagal Kar Jaaye Wo Deedaar Kya Hota Hai
Jaana Ab Humne Jaana Pehla Pyaar Kya Hota Hai
Begaane Ban Jaate Hain Yaar Yaar Yaar Yaar
Anjaane Ho Jaata Hai Pyaar Pyaar Pyaar Pyaar
Ye Kya Hota Hai Kaise Hota Hai Jaane Ye Koi Na
Hello Kisi Ko Sunaai De Raha Hai Kaise
Chori Chori Yun Jab Ho Aankhen Chaar Kya Hota Hai
| Movie | Tu Yaa Main |
| Singer | Kishore Kumar |
| Director | Bejoy Nambiar |
| Music Composer | Pextyle |
| Lyricist | Anjaan |
| Star Cast | Shanaya Kapoor, Adarsh Gourav, Mona Singh, Parul Gulati, Siddharth Sibal |
| Label | Zee Music Company |

