Hai Ye Maya Lyrics  | Don 2 | Shahrukh Khan, Priyanka Chopra | Usha Uthup | Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa

Hai Ye Maya Lyrics | Don 2 | Shahrukh Khan, Priyanka Chopra | Usha Uthup | Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa

Na koi raat hai
Na koi din yahaan
Kya yeh andhera hai
Ki sirf hai dhuan
Aankhein dhoka khaati hain
Yeh kisko pata nahin
Jaane kya hai yahaan
Aur jaane yahaan kya nahin
Hai ye maya

Heere jo lagte hai woh
Mumkin hai angaarein ho
Chingaari lagte hai jo
Ho sakta hai taare ho
Aankhein dhoka khaati hain
Yeh kisko pata nahin
Jaane kya hai yahaan
Aur jaane yahaan kya nahin
Hai ye maya

Chehre hain sab ek se
Tu kaise pehchaanega
Dushman hai ya dost hain
Tu kaise yeh jaanega
Aankhein dhoka khaati hain
Yeh kisko pata nahin
Jaane kya hai yahaan
Aur jaane yahaan kya nahin
Hai ye maya hai ye maya
Hai ye maya hai ye maya.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *