Rutha huwa chanda hai, ruthi huyi chandani – (2)
Tum hi kaho kaun manaye ji
Rutha huwa kanha hai, ruthi huyi bansuri – (2)
Kaise koi geet sunaye ji
Rutha huwa chanda hai, ruthi huyi chandani – (2)
Preet ka sauda, preet se kijiye – (2)
Jaisa dil liya hai waisa dil dijiye, ji waisa dil dijiye
Dil toh kuchh aur kahe, naina kuchh aur hi
Kaise koyi preet nibhaye ji – (2)
Rutha huwa chanda
Dekho ji hat gayi kari badariya – (2)
Chamaka hai chand phir baji bansuriya, ji baji bansuriya
Dil se hai mann gaye, jid hai magar pyar ki
Pahale kise kaun bulaye ji – (3)
