Bandh Mere Pairo Me Payaliya Lyrics | Koi Aap Sa | Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan | Himesh Reshammiya

(Chudee pehan ke kabgan pehan ke
Jhumka pehan ke jhumar pehan ke) – (2)
O banwariya
Bandh mere pairo me payaliya – (3)
Dil meraa dil dol raha hain
Nachan ko yeh bol raha hain, o sawariya
Bandh mere pairo me payaliya – (3)
Dil meraa dil dol raha hain
Nachan ko yeh bol raha hain, o banwariya
Bandh mere pairo me payaliya – (3)

Pyas jagee aisee anjanee, ishk me mai ho gayee divanee
Kho gaya mai kuchh hosh nahee hain, isame meraa dosh nahee hain
U are always on my mind o mahiya ve – (3)
Nas nas me ishk ghol raha hain
Nachan ko yeh bol raha hain, o banwariya
Bandh mere pairo me payaliya – (3)

Din kat jaye rat dhale na, dhadkan pe koyee jor chale na
Tujhse hain milna bahut jaruree, abb toh sahee jaye na yeh duree
U are always on my mind o mahiya ve – (3)
Pyar naye par khol raha hain
Nachan ko yeh bol raha hain, o sawariya
Bandh mere pairo me payaliya – (3)

Chudee pehan ke kabgan pehan ke
Jhumka pehan ke jhumar pehan ke, o banwariya
Bandh mere pairo me payaliya – (6)

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *