Nind Kabhi Rahati Thi Aankhon Mein Lyrics | Aasra | Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Nind Kabhi Rahati Thi Aankhon Mein Lyrics | Aasra | Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Nind kabhi rahti thi aankho me
Ab rahte hai saanvariya
Ab rahte hai saanvariya
Chain kabhi rahta tha is dil me
Ab rahte hai saanvariya
Ab rahte hai saanvariya

Log mujhse kahe dekho udhar nikla hai chaand
Kaun dekhe udhar jaane kidhar nikla hai chaand
Chand kabhi rahta tha nazro me
Ab rahte hai saanvariya
Ab rahte hai saanvariya

Jhuth boli pavan kahne lagi aayi bahaar
Ham baag me gaye dekha vaha pyaar hi pyaar
Phool rahte honge chaman me kabhi
Ab rahte hai saanvariya
Ab rahte hai saanvariya

Baat pahle bhi aur tufaan se darte the ham
Baat ab aur hai ab hai hame kaahe ka gam
Saath kabhi maanjhi the sang lekin
Ab rahte hai saanvariya
Ab rahte hai saanvariya
Nind kabhi rahti thi aankho me
Ab rahte hai saanvariya
Ab rahte hai saanvariya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *