Abb mai kah karu kit jau mai kah karu kit jau – (2)
Chhut gaya -3 sab sath sahara
Apne bhee kar gaye kinara
Chhut gaya sab sath sahara
Apne bhee kar gaye kinara
Ik bajee me sab kuchh hara
Aasha haree himmat haree
Abb kya danv lagau
Mai kah karu kit jau
Abb mai kah karu kit jau
Mai kah karu kit jau
Jo paudha sincha murajhaya tut gaya jo mahal banaya – (2)
Bujh gaya jo bhee diya jalaya
Man andhiyara jag andhiyara
Jyot kaha se lau mai
Kah karu kit jau

