Ajab Hamaree Hai Jindaganee Lyrics | Kabhi Andhera Kabhi Ujala | Asha Bhosle | O P Nayyar

Ajab Hamaree Hai Jindaganee Lyrics | Kabhi Andhera Kabhi Ujala | Asha Bhosle | O P Nayyar

Ajab hamari hai zindagani
Kabhi andhera kabhi ujala

Ajab hamari hai zindagani
Kabhi andhera kabhi ujala
Hai ye hi jivan ki ik kahaani
Kabhi andhera kabhi ujala

Kabhi hai milna kabhi bichhadana
Kabhi hai rona kabhi hai gana
Kabhi hai milna kabhi bichhadana
Kabhi hai rona kabhi hai gana
Hai khwab aisa ye zindagani
Kabhi andhera kabhi ujala
Hai ye hi jivan ki ik kahaani
Kabhi andhera kabhi ujala

Kabhi to mausam judaai ka hai
Kabhi hain ghadiya madhur milan ki
Hai gam ki manzil to aani jaani
Kabhi andhera kabhi ujala
Hai ye hi jivan ki ik kahaani
Kabhi andhera kabhi ujala

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *