Yeh Aankhein Hain Aaina Lyrics  | Stuntman | Jackie Shroff, Zeba Bakhtiyar | Alka Yagnik, Kumar Sanu | Nadeem Saifi, Shravan Rathod

Yeh Aankhein Hain Aaina Lyrics | Stuntman | Jackie Shroff, Zeba Bakhtiyar | Alka Yagnik, Kumar Sanu | Nadeem Saifi, Shravan Rathod

Izhaar karti hain deewangi kaa
Izhaar karti hain deewangi kaa
Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka
Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka
Koi dil churaye na aise kisi kaa
Koi dil churaye na aise kisi kaa
Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka
Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka

Meri jaan ulfat ke sapane sajake
Jara dekh lo mujhko palke utha ke
Meri jaan ulfat ke sapane sajake
Jara dekh lo mujhko palke utha ke
Na jaao meri bekaraari badhake
Ke aaya hain mausam sanam dosti kaa
Ke aaya hain mausam sanam dosti kaa
Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka
Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka

Salaame mohabbat suboh shyaam aaya
Nigahon se chahat ka pigaam aaya
Salaame mohabbat suboh shyaam aaya
Nigahon se chahat ka pigaam aaya
Ishara dilo ke bade kaam aaya
Ikaraar karti hain dil ki lagi kaa
Ikaraar karti hain dil ki lagi kaa
Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka
Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka

Izhaar karti hain deewangi kaa
Koi dil churaye na aise kisi kaa
Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka
Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka
Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka
Yeh aankhein hain aaina meri zindagi ka.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *