Halaat Se Ladane Me Maza Aata Hain
Jazbaat Se Ladane Me Maza Aata Hain
Ae Teri Yaar Baat Hi Kuchh Aisi Hain
Teri Har Baat Pe Ladane Me Maza Aata Hain
Aur Ladaai Ka Sabab Hain Vada
Jubaan Di Hain Kisi Ko To
Nibhana Chahiye Saahab
Jubaan Di Hain Kisi Ko To
Nibhana Chahiye Saahab
Kiya Tha Shaam Ka Waada
Kiya Tha Shaam Ka Waada
To Aana Chahiye Saahab
Jubaan Di Hain Kisi Ko To
Nibhana Chahiye Saahab
Agar Dil Me Nahi Rakhte
To Aankho Me Basa Lije
Agar Dil Me Nahi Rakhte
To Aankho Me Basa Lije
To Aankho Me Basa Lije
Kahin To
Kahin To Dil Ke Rahne Ka
Thikana Chahiye Saahab
Kahin To Dil Ke Rahne Ka
Thikana Chahiye Saahab
Jubaan Di Hain Kisi Ko To
Nibhana Chahiye Saahab
Bas Itna Hi Kaha Tha
Dur Hogi Kab Ye Tanhaai
Bas Itna Hi Kaha Tha
Dur Hogi Kab Ye Tanhaai
Bas Itna Hi Kaha Tha
Dur Hogi Kab Ye Tanhaai
Tumhen To
Tumhen To Ruth Jaane Ka Bahana Chahiye Saahab
Tumhen To Ruth Jaane Ka Bahana Chahiye Saahab
Jubaan Di Hain Kisi Ko To
Nibhana Chahiye Saahab
Nasim Achhi Lage Hain
Mujhko Bhi Divanagi Dil Ki
Nasim Achhi Lage Hain
Mujhko Bhi Divanagi Dil Ki
Mujhko Bhi Divanagi Dil Ki
Mere Dil Ko
Mere Dilko Bhi Mujhsa Hi
Divana Chahiye Saahab
Mere Dilko Bhi Mujhsa Hi
Divana Chahiye Saahab
Jkiya Tha Shaam Ka Waada
Kiya Tha Shaam Ka Waada
To Aana Chahiye Saahab
Jubaan Di Hain Kisi Ko To
Nibhana Chahiye Saahab
Nibhana Chahiye Saahab
Nibhana Chahiye Saahab
Zuban Di Hai Kisi Ko Song Lyrics from the movie/album Ek Haseen Shaam released in the year 2018. The song Zuban Di Hai Kisi Ko was sung by Mitali Singh. The music was given by Bhupinder Singh. The lyrics were Penned by Naseem Ajmeri
Share your thoughts