Zindigi Uljhano Se Bhari Lyrics  | Suno Na.. Ek Nanhi Aawaz | Tara Sharma, Makrand Shukla | Antara Chowdhury | Sanjoy Chowdhury

Zindigi Uljhano Se Bhari Lyrics | Suno Na.. Ek Nanhi Aawaz | Tara Sharma, Makrand Shukla | Antara Chowdhury | Sanjoy Chowdhury

Zindagi uljhano se bhari hai,
Ajanabi hai safar ki raahein
Hamsafar the jo kal tak hamaare,
Pher li hai unhine nigaahe
Zindagi uljhano se bhari hai,
Ajanabi hai safar ki raahein
Hamsafar the jo kal tak hamaare,
Pher li hai unhine nigaahe
Zindagi uljhano se bhari hai,
Ajanabi hai safar ki raahein

Phul sapano ke murajha gaye hai,
Aankhon mein aansuo ki nami hai
Meri ummid ki har kiran
Par dhul ki abb toh chaadar jami hai
Phul sapano ke murajha gaye hai,
Aankhon mein aansuo ki nami hai
Meri ummid ki har kiran
Par dhul ki abb toh chaadar jami hai
Dil mera siskiya le raha hai,
Meri saaanson se uthati hai aahein
Zindagi uljhano se bhari hai,
Ajanabi hai safar ki raahein
Hamsafar the jo kal tak hamaare,
Pher li hai unhine nigaahe
Zindagi uljhano se bhari hai,
Ajanabi hai safar ki raahein

Koyi mujhame jo chhupakar hai baitha
De raha hai mujhe woh dilaasa
Saath hoon main tere har kadam par
Phir yeh chehare pe kyun hai niraasha

Koyi mujhame jo chhupakar hai baitha
De raha hai mujhe woh dilaasa
Saath hoon main tere har kadam par
Phir yeh chehare pe kyun hai niraasha
Aayenge phir woh khushiyonke lamhe,
Waqt ki sun le tu yeh sadaaye
Zindagi uljhano se bhari hai,
Ajanabi hai safar ki raahein
Hamsafar the jo kal tak hamaare
Pher li hai unhine nigaahe
Zindagi uljhano se bhari hai,
Ajanabi hai safar ki raahein.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *