Zindagi Ke Is Safar Ki Kon Si Manzil Hai Ye

Dubta Mai Ja Raha Hu Jispe Wo Sahil Hai Ye

Yaad Karne Bhulne Ki Bat Bhi Koi Nahi
Yaad Karne Bhulne Ki Bat Bhi Koi Nahi
Mai Akela Bhi Nahi Aur Sath Bhi Koi Nahi
Har Taraf Tanhaiya Hai Naam Ki Mehfil Hai Ye
Zindagi Ke Is Safar Ki Kon Si Manzil Hai Ye
Dubta Mai Ja Raha Hu Jispe Wo Sahil Hai Ye
Ek Taraf Dil Ek Taraf Mai Gam Ki Ye Parchhaiya

Sath Dil Ka Du To Hoti Hai Badi Ruswaiya
Faisle Ka Waqt Hai Ye Par Faisla Mushkil Hai Ye
Zindagi Ke Is Safar Ki Kon Si Manzil Hai Ye
Dubta Mai Ja Raha Hu Jispe Wo Sahil Hai Ye
Zindagi Ke Is Safar Ki Kon Si Manzil Hai Ye
Zindgi Ke Is Safar Ki Koun Si Manzil Hai Ye Song Lyrics from the movie/album Ek Nai Paheli released in the year 2018 starring Raaj Kumar, Hema Malini. The song Zindgi Ke Is Safar Ki Koun Si Manzil Hai Ye was sung by Yesudas. This movie/album was directed by K Balachander. The music was given by Laxmikant Pyarelal. The lyrics were Penned by Anand Bakshi
Share your thoughts