Zindagi Zindadili Ka Naam Hai Song Lyrics from the movie/album Kora Badan released in the year 2018 starring Sunil Dutt, Dev Kumar. The song Zindagi Zindadili Ka Naam Hai was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by B.S. Ghad. The music was given by Vedpal Varma. The lyrics were Penned by Mahendra Dehlvi

Zindagi Zindadili Ka Naam Hai Lyrics

Jindagi Jindagi Jindagi Jindadili Ka Naam Hai
Jindagi Jindadili Ka Naam Hai
Jina Hai To Hans Ke Jee Le Tu
Pyar Me Gham Ke Jahar Bhi Pee Le Tu
Jina Hai To Hans Ke Jee Le Tu
Pyar Me Gham Ke Jahar Bhi Pee Le Tu
Jindagi Jindadili Ka Naam Hai
Jindagi

Naram Hotho Ke Surkh Paimane
Pee Le Pee Le Tu Aa Tu Diwane
Naram Hotho Ke Surkh Paimane
Pee Le Pee Le Tu Aa Tu Diwane
Mastiyo Me Dub Ja Re Bekhudi Ka Le Maja Le
Jindagi Jindadili Ka Naam Hai
Jindagi

Char Din Ke Hai Gham Ke Ye Badal
Vaqt Badlega Aaj Nahi To Kal
Char Din Ke Hai Gham Ke Ye Badal
Vaqt Badlega Aaj Nahi To Kal
Husn Ki Baho Me Aaja Pyar Ki Raho Me Aaja

Jindagi Jindadili Ka Naam Hai
Jindagi Jindadili Ka Naam Hai
Jina Hai To Hans Ke Jee Le Tu
Pyar Me Gham Ke Jahar Bhi Pee Le Tu
Jina Hai To Hans Ke Jee Le Tu
Pyar Me Gham Ke Jahar Bhi Pee Le Tu
Jindagi Jindadili Ka Naam Hai
Jindagi Jindadili Ka Naam Hai
Jindagi

Share your thoughts

Zindagi zindadili ka naam hai, Zindagi zinda dili ka naam hain, Zindgi bhar nahin bhulegi ye barsaat ki raat, Varma malik, Zindagi, Mera karam mera dharam, Lyrics, Wlyrics, Zinda dil & rampur ka laxman hindi songs, Apne dil mein josh hai, Zinda dil, Zinda dil 1975, Dawedaar, Roshan, Mohammed rafi, Hindi, Madhoo, Govinda, Romantic, Anand bakshi, Rishi kapoor, Rishi kapoor song, Laxmikant pyarelal, Barsaat ki raat - 1960, Tribute to rishi kapoor