Zindagi Mein Rang Bhara Hai Song Lyrics from the movie/album Bus Conductor released in the year 2015 starring Sujata, Cuckoo. The song Zindagi Mein Rang Bhara Hai was sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Dwarka Khosla. The music was given by Bipin Babul. The lyrics were Penned by Noor Dewasi. The music rights for song purely belongs to Saregama

Zindagi Mein Rang Bhara Hai Lyrics

Zindagi Mein Rang Bhara Hai Pyar Ka
Aa Gaya Hai Waqt Ab Bahar Ka
Zindagi Me Rang Bhara Hai Pyar Ka
Aa Gaya Hai Waqt Ab Bahar Ka
Hoye Hoye
Zindagi Mein Haye Haye Zindagi Mein

Ban Ke Kasak Dil Me Sanam Aa Gaye
Teere Najar Dil Pe Haye Kha Gaye
Ban Ke Kasak Dil Me Sanam Aa Gaye
Teere Najar Dil Pe Haye Kha Gaye
Kya Naya Andaz Hai Sarkar Ka
Aa Gaya Hai Waqt Ab Bahar Ka
Hoye Hoye
Zindagi Mein Oye Hoye Zindagi Mein

Dekh Re Saiya Chod Na Dena Rah Mein
Bhul Gaye Hum Dunia Teri Chah Mein
Dekh Re Saiya Chod Na Dena Rah Mein
Bhul Gaye Hum Duniya Teri Chah Mein
Dam Na Nikal Jaye Atbar Ka
Aa Gaya Hai Waqt Ab Bahar Ka
Hoye Hoye
Zindagi Mein Aye Haye Zindagi Mein

Dunia Jale Hum To Chale Jhum Ke
Dharti Kahe Aasma Ko Chum Ke
Dunia Jale Hum To Chale Jhum Ke
Dharti Kahe Aasma Ko Chum Ke
Aise Karo Nam Uncha Pyar Ka
Aa Gaya Hai Waqt Ab Bahar Ka
Hoye Hoye
Zindagi Mein Rang Bhara Hai Pyar Ka
Aa Gaya Hai Waqt Ab Bahar Ka
Hoye Hoye
Zindagi Mein Haye Haye Zindagi Mein.

Share your thoughts

Zindagi men rang bhara hai pyar ka - asha bhosle, Bus conductor (1959) ; music director: bipin babul, Asha bhosle, Conductor, Jungle king (1959) bipin babul / anjum jaipuri, Uma devi bipin babul anjum jaipuri, Asha bhosle songs, Mohammad rafi hit songs, Bhosle, Mohd rafi and asha bhosle hit songs, Gafil harnalvi lyrics, Das mereya dilbara ve asha bhosle mohd rafi mp3, Maang bharo sajna full movie, Kishore kumar asha bhosle duets, Bharat sharma, Asha bhosle & mohd. rafi