Zindagi me pahla pahla tune mujhko pyar diya hai

Mai tujhko pasand tu mujhko pasand tune jivan sanwar diya hai

Naina tere jaise kiran roshan hua mera to man
Are rash ke bare tere vachan arpan kiya tujhko jivan

Dildar se ikraar se tune sapna sakaar kiya
Jindagi me pahla pahla tune mujhko pyar diya hai
Surat teri aisi khili chandan me tu chandi mili
Tune diye vo hosale dono jaha mujhko mile

Ye sadgi ye sadagi tune dil ko karar diya hai