Zindagi Me Nayi Bat Hone Ko Lyrics  | Mere Khwabon Mein Jo Aaye | Randeep Hooda, Raima Sen | Aishwarya Nigam | Lalit Pandit

Zindagi Me Nayi Bat Hone Ko Lyrics | Mere Khwabon Mein Jo Aaye | Randeep Hooda, Raima Sen | Aishwarya Nigam | Lalit Pandit

Zindagi mein nayi baat hone ko hai
Aasmaano ka abb saath hone ko hai
Jaate huye kehate hai pal,
Shuru ho gayi nayi daastaan
Badale huye din raat hai, badala sama
Zindagi mein nayi baat hone ko hai
Aasmaano ka abb saath hone ko hai

Yeh hawaaye jo aayi hai,
Khaab aankhon mein laayi hai
Khaayishein dil mein jine ki,
Phir jagaayi hai
Phir jagaayi hai

Pyaar mein rab ko dekha hai,
Ya nigaaho ka dhoka hai
Baarishon ki jubaan se
Suna rab aisa hai, tere jaisa hai
Zindagi mein nayi baat hone ko hai
Aasmaano ka abb saath hone ko hai
Jaate huye kehate hai pal,
Shuru ho gayi nayi daastaan
Badale huye din raat hai, badala sama
Zindagi mein nayi baat hone ko hai
Aasmaano ka abb saath hone ko hai.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *