Zindagi Lyrics  | The Sky Is Pink | Farhan Akhtar | Arijit Singh | Pritam

Zindagi Lyrics | The Sky Is Pink | Farhan Akhtar | Arijit Singh | Pritam

Zindagi tune kaisa toss khela hai

Zindagi tune kaisa toss khela hai
Zindagi tune kaisa toss khela hai
Raat bhar gayi kabhi
Toh din akela hai
Raat bhar gayi kabhi
Toh din akela hai

Zindagi tune kaisa toss khela hai

Jeene ke liye tu
Roz kharchi deti hai
Jeene ke liye tu
Roz kharchi deti hai

Kitne saans lene hain
Wo gin bhi leti hai
Sab akele hain magar
Phir bhi mela hai
Zindagi tune kaisa toss khela hai

Sukun bhi to de kabhi
Daraaye rakhti hai
Sukun bhi to de kabhi
Daraaye rakhti hai
Ummeed ke chirag bhi
Jalaaye rakhti hai
Humne kitni der tera dard jhela hai

Zindagi tune kaisa toss khela hai
Zindagi tune kaisa toss khela hai
Raat bhar gayi kabhi
Toh din akela hai
Raat bhar gayi kabhi
Toh din akela hai
Zindagi tune kaisa toss khela hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *