Zindagi Ka Karwan Hum Le Ke Jayen Kahan Song Lyrics from the movie/album Maila Aanchal released in the year 2018 starring Radha Saluja, Gulshan Arora. The song Zindagi Ka Karwan Hum Le Ke Jayen Kahan was sung by Mohammed Rafi. The music was given by Sharda. The lyrics were Penned by Nandi Khanna

Zindagi Ka Karwan Hum Le Ke Jayen Kahan Lyrics

Chal Diye Sab Chhodkar Hamko Hawaaon Ki Tarah
Ab Jalenge Jindagi Bhar Ham Chitaaon Ki Tarah

Jindagi Ka Karwan Ham Le Ke Jaaye Kahan
Jindagi Ka Karwan Ham Le Ke Jaaye Kahan
Har Taraf Chhaya Hua Hai Aansuo Ka Dhuaa
Jindagi Ka Karwan

Duniya Mein Pyar Ke Liye
Ham Na Kaha Kaha Phire
Duniya Mein Pyar Ke Liye
Ham Na Kaha Kaha Phire
Apno Se Kha Ke Thokare
Gairo Ki God Me Gire
Gairo Ki God Me Gire
Bas Yahi Tak Jante Hai
Ham To Ye Dastaan
Jindagi Ka Karwan Ham Le Ke Jaaye Kahan
Jindagi Ka Karwan

Jeene Ki Chah Ka Ilaaj
Mar Mar Ke Kar Rahe Hai Ham
Jeene Ki Chah Ka Ilaaj
Mar Mar Ke Kar Rahe Hai Ham
Yaani Ke Jakham Phool Ke
Kaanto Se Bhar Rahe Hai Ham
Kaanto Se Bhar Rahe Hai Ham
Aaj Kya Kya Rang Laayi
Kal Ki Nadaaniyaan
Jindagi Ka Karwan Ham Le Ke Jaaye Kahan
Jindagi Ka Karwan

Ab Is Jahaan Ki Hawa
Hamko Na Raas Aayegi
Ab Is Jahaan Ki Hawa
Hamko Na Raas Aayegi
Rishto Ki Tarah Saans Ki
Dori Bhi Tut Jaayegi
Dori Bhi Tut Jaayegi
Ham Mitenge To Mitega
Rang Ka Naam O Nishaan
Jindagi Ka Karwan Ham Le Ke Jaaye Kahan
Jindagi Ka Karwan Ham Le Ke Jaaye Kahan
Har Taraf Chhaya Hua Hai Aansuo Ka Dhuaa
Jindagi Ka Karwan


Share your thoughts

Mere naina sawan bhadon lyrics, Mohammed rafi, Pukarta chala hoon main lyrics, Mere naina sawan bhadon kishore kumar, Zindagi ka karwan, Mere naina sawan bhadon, Maila aanchal, Meila aanchal, Mohammed rafi songs, Pukarta chala hoon main mohammed rafi, Mohammed rafi pukarta chala hoon main, Kitna pyara wada hai with hindi lyrics, Pukarta chala hoon main lyrics english, Mohammed rafi and lata mangeshkar song, Aaj phir jeene ki tamanna hai hindi lyrics