Zindagi Humse Huyi Hai Door Song Lyrics from the movie/album Dhuaan released in the year 2018. The song Zindagi Humse Huyi Hai Door was sung by Lata Mangeshkar. The music was given by Dhaniram. The lyrics were Penned by Rajinder Krishan

Zindagi Humse Huyi Hai Door Lyrics

Zindagi Humse Hui Hai Dur
Pyar Ne Kiya Hume Majbur
Kisi Ko Yaad Karte Hai
Na Jite Hai Na Marte Hai
Zindagi Humse Hui Hai Dur
Pyar Ne Kiya Hume Majbur
Kisi Ko Yaad Karte Hai
Na Jite Hai Na Marte Hai

Hua Hai Gam Se Dil Pamal
Na Puchho Na Puchho
Mujhse Mera Haal
Hua Hai Gam Se Dil Pamal
Na Puchho Mujhse Mera Haal
Bana Tha Dil Me Jo Mehman
Use Haye Dil Na Saka Pahchan
Usi Ko Yaad Karte Hai
Na Jite Hai Na Marte Hai

Mitane Ke Liye Kya Aashiya
Koi Banata Hai
Chaman Ko Baagbaa Kab
Apne Hatho Se Jalata Hai
Hui Kuch Humse Aisi Bhul
Khile Na Armano Ke Phul
Magar Ab Aah Bharte Hai
Na Jite Hai Na Marte Hai

Share your thoughts

Lata mangeshkar songs, Lata mangeshkar, Zindagi humse huyi hai door, Zindagi hamse huyi hai door, Zindagi humse hui hai door, Lata mangeshkar hits, Lata mangeshkar old songs, Lata mangeshkar sad songs, Sp balasubramaniam lata mangeshkar, Lata mangeshkar ke gane, Singer: lata mangeshkar, Lata mangeshkar (musical artist), Lyrics of chal kahin door nikal jayen doosra aadmi, Lyrics of chal kahin door nikal jayen, Woh kehte hai humse govinda, Mangeshkar