Zindagi Hamari Hain Song Lyrics from the movie/album Naya Sawan released in the year 2016 starring Javed Jafri, Deepak Saraf. The song Zindagi Hamari Hain was sung by Bappi Lahiri. The music was given by Bappi Lahiri. The lyrics were Penned by Anjaan. The music rights for song purely belongs to Tips Records

Zindagi Hamari Hain Lyrics

Panchhi Gaate Hain
Samandar Gaate Hain
Hawaye Gaati Hain
Mauje Dauhrati Hain
Kudarat Ke Sangeet Ko
Logo Tak Pohchana
Zindagi Hamari Hain
Gana Bajana
Apne Saath Auro Ke Bhi
Dil Ko Behlana
Zindagi Hamari Hain
Gana Bajana
Apne Saath Auro Ke Bhi
Dil Ko Behlana
Panchhi Gaate Hain
Samandar Gaate Hain
Hawaye Gaati Hain
Mauje Dauhrati Hain
Kudarat Ke Sangeet Ko
Logo Tak Pohchana
Zindagi Hamari Hain
Zindagi Hamari Hain
Gana Bajana
Apne Saath Auro Ke Bhi
Dil Ko Behlana

Lagan Kisi Ki Humko
Ghar Se Bahar Layi Hain
Bahar Layi Hain
Kuch Banke Wapas Lautenge
Kasam Yeh Khayi Hain
Kasam Yeh Khayi Hain
Lagan Kisi Ki Humko
Ghar Se Bahar Layi Hai
Kuch Banke Wapas Lautenge
Kasam Ye Khayi Hain
Issi Lagan Mein Hi
Yeh Jeevan Hain Duba
Yeh Dost Hain Apni
Yeh Apni Mehbuba
Na Mange Kherat
Bas Mehnat Ki Hai Khana
Zindagi Hamari Hain
Zindagi Hamari Hain
Gana Bajana
Apne Saath Auro Ke Bhi
Dil Ko Behlana

Mamta Ne Bachpan Ko
Jo Lori Sikhlai Hai
Lori Sikhlai Hai
Aaj Tarana Banke Wo
Hotho Par Aayi Hain
Hotho Par Aayi Hain
Mamta Ne Bachpan Ko
Jo Lori Sikhlai Hain
Aaj Tarana Banke Wo
Hotho Par Aayi Hain
Premi Sangeet Ka
Koi To Aayega
Jo Geeto Ko Apne
Ghar Ghar Pohchyega
Gane Ke Bahane Haale
Dil Hai Sunana
Zindagi Hamari Hain
Zindagi Hamari Hain
Gana Bajana
Apne Saath Auro Ke Bhi
Dil Ko Behlana
Panchhi Gaate Hain
Samandar Gaate Hain
Hawaye Gaati Hain
Mauje Dauhrati Hain
Kudarat Ke Sangeet Ko
Logo Tak Pohchana
Zindagi Hamari Hain
Gana Bajana
Apne Saath Auro Ke Bhi
Dil Ko Behlana.

Share your thoughts

Deepak saraf, Javed jafri, Naya sawan (1992), Happy ending, Pappu, Happy new year, Lyrics, Dhawan, S p balasubrahmanyam hindi song, Mohammad aziz and anuradha paudwal, Sayed, Saeed, Dharti jab tak rahegi ambar jab tak rahega, S p balasubramaniam hindi songs, 90s romantic hindi songs, Raam laxman music director, Arvind kejriwal, Lata mangeshkar hits, Mitwa bhool na jaana yaad teri jab jab aati hai, Avinash wadhawan movies, 90s lata mangeshkar hit song