Zindagi hai ya koi tufan hai
Zindagi hai ya koi tufan hai
Ham to is jine ke hatho mar chale
Zindagi hai ya koi tufan hai
Saikdo arman lekar aaye the
Saikdo arman lekar aaye the
Dil pe lakho hasrate lekar chale
Zindagi hai ya koi tufan hai
Aati jati sans ka alam nahi
Aati jati sans ka alam nahi
Jaise to hari ghar ka khanzar chale
Jindagi hai ya koi tufan hai
Lab pise hai jindagi ke sath sath
Lab pise hai jindagi ke sath sath
Har kadam khate hue thokar chale
Jindagi hai ya koi tufan hai
Pyar ki mahfil se dil lutne ke bad
Pyar ki mahfil se dil lutne ke bad
Is tarah uthe kadam kyu ruk chale
Zindagi hai ya koi tufan hai
Zindagi hai ya koi tufan hai

