Zindagi Aisi Waisi Na Ho Song Lyrics from the movie/album I Am Kalam released in the year 2018 starring Beatrice Ordeix, Meena Mir. The song Zindagi Aisi Waisi Na Ho was sung by Papon. This movie/album was directed by Nila Madhab Panda. The music was given by Papon. The lyrics were Penned by Protique Mojoomdar

Zindagi Aisi Waisi Na Ho Lyrics

Unche Unche Chhote Chhote Girte Tare Chunta Ja
Niche Niche Dharti Khinche Panv Panv Dharta Ja
Gayegi Wo Sur To Mila Nachegi Wo Chahiye Ishara
Suni Suni Dhun Si Na Ho Dekhi Chhui Jaisi Na Ho
Mili Agar To Zindagi Aisi Waisi Na Ho
Suni Suni Dhun Si Na Ho Dekhi Chhui Jaisi Na Ho
Mili Agar To Zindagi Aisi Waisi Na Ho

Suraj Takaye Jab Bhi Badal Garaj Uthe
Rat Daraye To Chand Aa Jaye
Tufan Mein Halke Fulke Patte Na Reh Chhote
Pani Ki Bhari Bunde Thehraye
Zindagi To Humko Bhi Yunhi Khushi Se Hi Manaye
Khushi Na Ho
Gham Bhi Na Ho Jo Do Teri Marzi Na Ho
Mili Agar To Zindagi Aisi Waisi Na Ho
Suni Suni Dhun Si Na Ho Dekhi Chhui Jaisi Na Ho
Mili Agar To Zindagi Aisi Waisi Na Ho

Kyu Hum Khoye
Kyu Hum Soye Bhari Palke Khwabo Ko Dhoye
Soyi Khoyi Hai Rahe
Par Hum Safar Karte Hai
Kabhi Akele Kabhi Sath Hum Safar Karte Hai
Khuli Ankho Se Dekhi Hai Zindagi
Khwabo Ko Bhi Uske Hi Nazar Karte Hai
Wo Sahil Hai Wo Manzil Hai Kabhi Sath Chale Kabhi Dur Mile
Aisi Na Ho Waisi Na Ho Kise Pata Kaisi Na Ho
Mili Agar To Zindagi Aisi Waisi Na Ho
Aisi Na Ho Waisi Na Ho Kise Pata Kaisi Na Ho
Mili Agar To Zindagi Aisi Waisi Na Ho

Share your thoughts

Jaisi karni vaisi bharni songs, Jaisi karni waisi bharni, Behtar zindagi magar kaise, Acchi duniya ki zindagi magar kaise, Behtar duniya ki zindagi magar kaise, Hindi lyrics songs, Sickness in islam, Judaa lyrics, Papon, Teri ban jaungi female version lyrics, Waisi, Khushal zindagi adv faiz syed, Zindagi, Khushal zindagi chahiye to kya kare, Roshan zindagi motivational video, Khushal zindagi ki tips, Khushhaal zindagi chahiye to kya kare, Khushal zindagi ka wazifa