Zindagi Aaj Mere Naam Se Sharmati Hai
Zindagi Aaj Mere Naam Se Sharmati Hai
Apni Halat Pe Mujhe Khud Bhi Hansi Aati Hai
Zindagi Aaj Mere Naam Se Sharmati Hai
Ek Gam Chain Se Jine Nahi Deta Mujhko
Ek Gam Chain Se Jine Nahi Deta Mujhko
Ek Uljhan Hai Jo Aksar Mujhe Tadpati Hai
Zindagi Aaj Mere Naam Se Sharmati Hai
Is Tarah Chhodke Nikla Hu Mai Apni Manzil
Is Tarah Chhodke Nikla Hu Mai Apni Manzil
Jaise Hasrat Koi Sine Se Nikal Jati Hai
Zindagi Aaj Mere Naam Se Sharmati Hai
Rah Chalte Huye Kuch Soch Ke Ruk Jata Hu
Rah Chalte Huye Kuch Soch Ke Ruk Jata Hu
Har Qadam Par Koi Bhuli Huyi Yaad Aati Hai
Zindagi Aaj Mere Naam Se Sharmati Hai
Apni Halat Pe Mujhe Khud Bhi Hansi Aati Hai
Zindagi Aaj Mere Naam Se Sharmati Hai
Zindagi Aaj Mere Naam Se Sharamaati Hai Song Lyrics from the movie/album Son Of India released in the year 2018 starring Kamaljeet, Kumkum. The song Zindagi Aaj Mere Naam Se Sharamaati Hai was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Mehboob Khan. The music was given by Naushad. The lyrics were Penned by Shakeel Badayuni
Share your thoughts