Zindgani Ka Maja Shadi Me Hai
Zindgani Ka Maja Shadi Me Hai
Naujawani Ka Maja Shadi Me Hai
Naujawani Ka Maja Shadi Me Hai
Zindgani Ka Maja Shadi Me Hai
Chahe Jis Country Ka Rahne Wala Wo Insan Ho
Rus Ho England Ho Amerika Ho Japan Ho
Dharm Sabka Hai Juda
Par God Sabka Ek Hai
Dhang Shadi Ka Juda
Par Sabka Matlab Ek Hai
Sabka Matlab Ek Hai
Kya
Zindgani Ka Maja Shadi Me Hai
Naujawani Ka Maja Shadi Me Hai
Zindgani Ka Maja Shadi Me Hai
America
England
Jaha Par Wife Aur Husband
Dono Liye Hand Me Hand
Jhin Jhin Jhinak Baje Band
Baje Band
Baje Band
Padri Liye Bibal Hath
Aaya Un Dono Ke Pass
Aaya Un Dono Ke Pass
Badli Gayi Ring Se Ring
Ding Ding Ding Dong Ding
Aakhiri Custom Bhi Marriage Ka Hua Sabse Bada
Dekh Kar Aakhir Mujhe Majbur Ho Kahna Pada
Majbur Ho Kahna Pada
O Majbur Ho Kahna Pada
Kya
Zindgani Ka Maja Shadi Me Hai
Naujawani Ka Maja Shadi Me Hai
Zindgani Ka Maja Shadi Me Hai
Africa Ke Jungle Wale Koyla Jaise Kale Kale
Kale Kale
Liye Hath Me Lambe Bhale
Lambe Bhale Lambe Bhale Lambe Bhale
Aaye Ladki Ladke Wale
Ladki Ladke Wale
Pandit Ji Ne Dulhan Ji Ke Sar Pe Rakha Hath
Wo Bhagi Jhadi Ke Pass
Pandit Ji Ne Dulha Ji Ke Sar Pe Rakha Hath
Wo Bhi Gaye Usi Ke Pass
Jungle Me Mangal Hua Baje Dhama Dham Dhol
Dholak Ki Aawaz Me Bhi Nikle Yahi Bol
Sahab Nikle Yahi Bol
O Nikle Yahi Bol
Kya
Zindgani Ka Maja Shadi Me Hai
Naujawani Ka Maja Shadi Me Hai
Zindgani Ka Maja Shadi Me Hai
Zindagani Ka Maza Shadi Me Hai Song Lyrics from the movie/album Apradhi released in the year 2018 starring Ram Singh, Leela Pandey. The song Zindagani Ka Maza Shadi Me Hai was sung by G. M. Durrani. This movie/album was directed by Pethkar. The music was given by Sudhir Phadke. The lyrics were Penned by Amar Varma
Share your thoughts