Zara Zara Lyrics  | Waiting | Naseeruddin Shah, Kalki Koechlin | Ankur Tewari, Kavita Seth | Mikey Mccleary

Zara Zara Lyrics | Waiting | Naseeruddin Shah, Kalki Koechlin | Ankur Tewari, Kavita Seth | Mikey Mccleary

Hai zara zara hai zara
Ab hua asar zara zara
Zyada nahi bas thoda sa
Hua asar naya zara

Hai zara zara naya zara
Ab hua asar zara zara

Bin bataye woh raat mein
Zindagi ki poshaak mein
Milne aaye the mujhe
Kuchh sawaal kuchh sawaal
Aise uljhe unki chaal mein

Sambhle sambhle hum fisal gaye
Baaton baaton mein hi hue
Hum behaal haaye behaal

Hai zara zara hai zara
Ab hua asar zara zara
Zyada nahi bas thoda sa
Hua asar naya zara

Hai zara zara naya zara
Ab hua asar zara zara

Behke behke gumraah se
Dhundhte the apni raah ke
Khoye khoye hum khud se hi
Mil liye mil liye

Ab mera hai jo haunsla
Udd ke choona hai aasmaan
Sarhadon ke paar ab
Hum mile wahan mile

Hai zara zara hai zara
Ab hua asar zara zara
Zyada nahi bas thoda sa
Hua asar naya zara

Hai zara zara naya zara
Ab hua asar zara zara

Hai zara hai zara
Zara zara
Hai naya zara zara..

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *