Zara Humse Milo Song Lyrics from the movie/album Sher E Watan released in the year 2016 starring Prithviraj Kapoor, Dara Singh. The song Zara Humse Milo was sung by Asha Bhosle, Mukesh Chand Mathur (Mukesh). This movie/album was directed by Harbans. The music was given by Usha Khanna. The lyrics were Penned by Asad Bhopali. The music rights for song purely belongs to Saregama

Zara Humse Milo Lyrics

Zara Humse Milo Zara Humse Milo
Humse Milo Humse Milo Jaan
Zara Humse Milo Humse Milo Humse Milo Jaan
Dekho To Dil Mein Hai Kya Kya Arman
Zara Humse Milo Zara Humse Milo
Humse Milo Humse Milo Jaan
Zara Humse Milo Humse Milo Humse Milo Jaan
Dekhe To Dil Mein Hai Kya Kya Arman
Zara Humse Milo Humse Milo Humse Milo Jaan

Malika Aye Husn Baharo Ki Hasin Shehajadi
Chand Ka Noor Sitaro Ki Hasin Shehajadi
Aao In Champai Hotho Ko Gulabi Kar De
Lao In Nargasi Aankho Ko Sharabi Kar De
In Jhuki Jhuki Nazaro Pe Dil Kurba
Ho Jhuki Jhuki Nazaro Pe Dil Kurba Humse Milo
Humse Milo Humse Milo Humse Milo Jaan

Hoth Kuch Aur Bhi Kanpege Gulabi Hoke
Aap Kuch Aur Bhi Behkenge Sharabi Hoke
Zulf Ki Chhav Mein Is Raat Ko Dhal Jane Do
Pyar Ki Aag Mein Do Jismo Ko Jal Jane Do
Aaj Nahi Khawabo Mein Dile Nadan
Aaj Nahi Khawabo Mein Dile Nadan
Zara Humse Milo Hey Zara Humse Milo
Humse Milo Humse Milo Jaan

Aag Kuch Aur Bhi Bhadkegi Gale Mil Mil Ke
Ek Mulakat Mein Niklenge Na Arman Dil Ke
Zindagi Ab Inhi Baho Mein Basar Karna Hai
Pyar Hi Pyar Hume Shamo Shehar Karna Hai
Tum Bhi Yahi Wada Karo Mere Meharban
Tum Bhi Yahi Wada Karo Mere Meharban
Zara Humse Milo Hey Zara Humse Milo
Humse Milo Humse Milo Jaan
Dekhe To Dil Mein Hai Kya Kya Arman
Zara Humse Milo Humse Milo Humse Milo Jaan
Dekho To Dil Me Hai Kya Kya Arman
Zara Humse Milo Humse Milo Humse Milo Jaan.

Share your thoughts

Asha bhosle songs, Rakesh roshan hit songs, Dara singh randhawa songs, Asha bhosle hit songs, Asha bhosle hits, Shankar jaikishan hit songs, Kishore kumar romantic songs, Shankar jaikishan songs, Kishore kumar hit songs, Aankhon aankhon mein baat hone do, Kishore kumar songs, Shabbir kumar songs, Hasrat jaipuri songs, Maa tu mujhse pyar na kar, Aankhon aankhon mein baat, Best hindi songs, Dharmendra songs, Evergreen romantic songs, Intaquam lunga apni bauji se