Ulfat ke gun gayen ylfat ke gun gayen
Zamana zamana ulfat ke gun gayen
Ulfat ke gun gayen ylfat ke gun gayen
Zamana zamana ulfat ke gun gayen
Tu bhi suna de pyar ka nagma
Tu bhi suna de pyar ka nagma
Ae dil kyun sarmaye aaha ji kyun sarmaye
Zamana zamana ulfat ke gun gayen
Ulfat ke gun gayen ylfat ke gun gayen
Zamana zamana ulfat ke gun gayen
Bulbul bhanvre aur parwane
Bulbul bhanvre aur parwane
Dil ki lagi ko kon na jane
Dil ki lagi ko kon na jane
Koi pukare lut liya man
Koi pukare lut liya man
Koi pukare haye haye pukare haye haye
Zamana zamana ulfat ke gun gayen
Ulfat ke gun gayen ylfat ke gun gayen
Zamana zamana ulfat ke gun gayen
Pyar ki duniya hai matwali
Pyar ki duniya hai matwali
Kaun sa dil hai dard se khali
Kaun sa dil hai dard se khali
Ik adaa me lakho jadu
Ik adaa me lakho jadu
Pyar kise na bhaye kise na bhaye
Zamana zamana ulfat ke gun gayen
Ulfat ke gun gayen ylfat ke gun gayen
Zamana zamana ulfat ke gun gayen

