??zamana jo aankhe dikhata hai tujhko
Zamane ko aankhe dikhaye chala chal
Isi me teri shan hai ae musaafir
Kadam apna aage badhaye chala chal
Chala chal musafir
Kinare kinare
Kinare kinare
Prabhu ke bharose
Prabhu ke bharose
Prabhu ke sahare
Kinare kinare
Kinare kinare
Abhi se na chhod apna tu dil musafir
Abhi dur hai teri manzil musafir
Usi ki hai manzil jo
Usi ki hai manzil jo
Himmat na haare
Kinare kinare
Kinare kinare
Chala chal musafir kinare kinare
Tera kaam chalna hai rukna nahi hai
Jhukana hai duniya ko jhukna nahi hai
Zamane jhuke sar ko
Zamane jhuke sar ko
Thokar na maare
Kinare kinare
Kinare kinare
Hua hai kisi ka na hoga zamana
Tere hath hai apni bigdi banana
Na chhod apni kashti
Na chhod apni kashti
Kisi ke sahare
Kinare kinare

