Zamana Hanse Bhul Aisi Na Karna Lyrics | Ghar Sansar | Mohammed Rafi | Ravi

Zamana Hanse Bhul Aisi Na Karna Lyrics | Ghar Sansar | Mohammed Rafi | Ravi

Zamana hase bhul aisi na karna
Ye hai buzdili tera bemaut marna
Ye mat bhul tu bap hai or pati bhi
Tere sath masum do zindagi bhi
Tere bad duniya me kya unka hoga
Tere bad duniya me kya unka hoga
Kaha unko jag me sahara milega sahara milega
Kaha unko jag me sahara milega

Inhi ke liye muskura ke jiye ja
Burayi ke badle duaye diye ja
Bhala karne wale

Chale andhiya gam ki tufan aaye
Chale andhiya gam ki tufan aaye
Tere ye kadam dagmagane na paye
Tere ye kadam dagmagane na paye
Ghute dam to kya sans fir bhi liye ja
Burai ke badle duaye diye ja
Bhala karne wale bhahlai kiye ja
Burai ke badle duaye diye ja

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *