Jamana chahe tadpaye
Jamana chahe thukra de
Jamana chahe tadpaye
Jamana chahe thukra de
Ye vada hain ki pure honge
Mere pyar ke vade
Ae shamma mat baha aansu
Ae shamma mat baha aansu
Abhi parvana baki hain
Ae shamma mat baha aansu
Abhi parvana baki hain
Mere mahbub
Tumhara chahne vala
Abhi divana baki hain
Aaj bhi sath hain
Chahat ka wo ek ek lamha
Ham juda hoke bhi
Dildar nahi hain tanha
Na tuta hain na tutega
Hamare pyar ka sapna
Na tuta hain na tutega
Hamare pyar ka sapna
Paro pe leke ud jayenge
Ek din aashiya apna
Bala se baag ujda hain
Bala se baag ujda hain
Abhi birana baki hain
Bala se baag ujda hain
Abhi birana baki hain
Mere mahbub
Tumhara chahne vala
Abhi divana baki hain

