Zamaana Lyrics | Shazia Manzoor

Zamaana Lyrics | Shazia Manzoor

Mere Liye Toh Eid Tera Aana Tha
Wo Bhi Kya Zamaana Tha
Wo Bhi Kya Zamaana Tha

Ishq Naya Chahey Waqt Puraana Tha
Wo Bhi Kya Zamaana Tha
Wo Bhi Kya Zamaana Tha

Chahey Mukammal Ishq Huaa Na
Badle Wafa Ke Paaye Hai Gham
Jiske Hue Ho Rehna Usi Ke
Teri Raza Mein Raazi Hai Hum

Yaad To Ho Gayi Khidki Woh Meri
Wo Jo Ghar Puraana Tha

Meri Gali Hi Tera Thikaana Tha
Wo Bhi Kya Zamaana Tha
Haaye Wo Bhi Kya Zamaana Tha

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *