Yun Toh Mera Dil Song Lyrics from the movie/album Damadamm. The song Yun Toh Mera Dil was sung by Himesh Reshammiya, Sadhana Sargam. The music was given by Himesh Reshammiya. The lyrics were Penned by Sameer

Yun Toh Mera Dil Lyrics

Yun Toh Mera Dil Machalta Nahi
Aasani Se O O O
Yun Toh Mera Dil Machalta Nahi
Aasani Se Lekin Jab Se Tujhko
Dekha Dil Gaya Jaane Kya
Tujhme Baat Hai

Aa Ha. Yun Toh Mera Dil
Machalta Nahi Aasani Se
Ooo. Yun Toh Mera Dil
Machalta Nahi Aasani Se
Usd Rahi Hawa Ke Jaise
Aaj Mere Armaan Kyun
Dil Ke Ghar Me Aa Betha
Ajnabi Mehmaan Kyun
Chhoti Chhoti Baaton Mein Bhi
Aa Raha Mazaa Kitna
Bewajah Hi Anjaana Sa
Bann Raha Fasana Kyun

Yun Toh Mera Dil Machalta Nahi
Aasani Se O O O
Yun Toh Mera Dil Machalta Nahi
Aasani Se Shararat Tumhari
Aankhon Mein Bhari Hai
Lekin Ye Adaa Bhi Achhi Lag Rahi Hai
Mujhe Hai Pata Jo Mujhko Hua Hai
Kuch Na Kuch Toh Waisa Tujhe Bhi Hua Hai
Par Le Doobe Na Mujhko Silsila Hamara

Yun Toh Mera Dil Machalta Nahi
Aasani Se O O O
Yun Toh Mera Dil Machalta Nahi
Aasani Se Machalta Nahi
Aasani Se
Yun Toh Mera Dil Machalta Nahi
Aasani Se

Share your thoughts

Himesh reshammiya, Himesh reshammiya songs, Reshammiya, Himesh reshammiya melodies, Tere bin dil himesh reshammiya, Himesh reshammiya new song, Himesh reshammiya superhit songs, Himesh reshammiya old songs, Himesh reshammiya hits songs, Damadamm, Himesh, Damadamm trailer, Sadhana sargam songs, Damadamm movie songs, Sadhna sargam and kumar sanu songs, Sadhna sargam, Damadamm songs hd, Seene mein dil dil mein dhadkan lyrics, Sameer lyrics, Himesh new songs