Yun Hota Toh Kya Hota Song Lyrics from the movie/album Yun Hota Toh Kya Hota released in the year 2016 starring Ayesha Takia, Irfan Khan. The song Yun Hota Toh Kya Hota was sung by Kunal Ganjawala, Shreya Ghoshal. The music was given by Viju Shah. The lyrics were Penned by Sameer. The music rights for song purely belongs to Times Music

Yun Hota Toh Kya Hota Lyrics

Ho Ho O Ho Ho Ho – 4

Ehsas Me Duba Duba Aawarapan
Pagal Pagal Hai Jism-o-jaan Jism-o-jaan Jism-o-jaan
Betabiya Kahe Yahi Nazar Ne Kiya
Duri Jo Na Hoti Darmiya Darmiya Darmiya
Yu Hota To Kya Hota – 3

Maine Tumhe Chaha Badi Arman Se
Tumhe Dekha Har Pal Pyar Se Pyar Se Pyar Se
Mere Hamnawa Maine Tumhe Dil De Diya
Kabhi Tum Bhi Kehte Yaar Se Yaar Se Yaar Se
Yu Hota To Kya Hota – 3

Yaad Aa Gaye Ek Ek Woh Sare Pal
Jinhe Hamne Guzara Sath Me Sath Me Sath Me
Dobara Ho Yaha Agar Milte Nahi
Chubhti Aahe Jasbaat Me Raat Me Raat Me Raat Me
Yu Hota To Kya Hota – 4

Hota Nahi Mere Tan Mann Tera Intezar
Kat Ti Nahi Tanha Zindgi Zindgi Zindgi
Tum Samne Mere Agar Rahte Sada
Na Hoti Jaha Ki Bebasi Bebasi Bebasi
Yu Hota To Kya Hota – 4

Tufan Sa Abhi Yaha Jo Aaya Tha
Barbadi Ka Jo Saya Tha Saya Tha Saya Tha
Uss Mauj Me Ham Bhe Beh Jate To
Farman Jo Maut Ka Laya Tha Laya Tha Laya Tha
Yu Hota To Kya Hota – 4

Share your thoughts

No Keywords