Yeh Zindagi Berang Thi Song Lyrics from the movie/album Kasak. The song Yeh Zindagi Berang Thi was sung by Lucky Ali, Sunidhi Chauhan

Yeh Zindagi Berang Thi Lyrics

Yeh Zindagi Berang Thi Tumne Sajaya Ise
Dekhe Hasi Khwabo Ke Pal Rangin Banaya Ise
Aake Tumhari Baahon Mein Mujhe Lagta Hain Duniya Mil Gayi
Yeh Zindagi Berang Thi Tumne Sajaya Ise
Dekhe Hasi Khwabo Ke Pal Rangin Banaya Ise

Tum Rub Ru Baithi Raho
Main Tumko Dekha Karu
Tanhai Mein Tumse Sanam
Main Dil Ki Baatein Kahu
Madhosh Hain Madhoshiya
Kehti Hain Ab Khamoshiya
Na Gumsum Raho Tum
Yeh Ashknaama Mehka Sama
Tumne Dikhaya Ise
Dekhe Hasi Khwabo Ke Pal
Rangin Banaya Ise

Tum Jo Miley Lamhe Khile
Jeene Ka Matlab Mila
Chalta Rahe Saari Umar
Ye Dilnashin Silsila
In Surmai Zulfo Tale
So Jaao Tum Lagke Gale
Bhula Ke Jaha Ko Hote Hain Kya
Darde Sada Tumne Banaya Ise
Dekhe Hasi Khwabo Ke Pal
Rangin Banaya Ise
Aake Tumhari Baahon Mein Mujhe Lagta Hain Duniya Mil Gayi

Share your thoughts

Sunidhi chauhan, Berang zindagi hai, Yeh zindagi lucky ali, Yeh zindagi kasak, Interesting facts about sunidhi chauhan, Sunidhi chauhan lifestyle, Sunidhi chauhan biography, Sunidhi chauhan facts, Facts of sunidhi chauhan, Berang zindagi hai song, Berang zindagi, Berang zindagi hai hd song, Berang zindagi hai naach song, Berang si hai badi zindagi full hd video song, Berang si hai badi zindagi full song, Berang si hai badi zindagi full hd song