Yeh Sard Aahe Meree Lyrics | Bhoot | Gayatri Ganjawala, Anand Raj Anand | Salim Sulaiman

Yeh Sard Aahe Meree Lyrics | Bhoot | Gayatri Ganjawala, Anand Raj Anand | Salim Sulaiman

Ye sard aahe meri ye dard tera sanam
Kis tarah tum se kahe kis tarah bebas hai hum
Jaye kaha hum tum bin kaise sataye din raat tumko
Ye sard aahe meri ye dard tera sanam
Kis tarah tum se kahe kis tarah bebas hai hum
Jaye kaha hum tum bin kaise sataye din raat tumko
Zindagi ye zindagi ban gayi hai bebasi
Zindagi ye zindagi ban gayi hai bebasi

Kya kare hum kya kare uljhano ka daur hai
Kya kare hum kya kare uljhano ka daur hai
Dil me kuchh bujhne laga dhadkano me shor hai
Khamosh dil ki sada sunta nahi kyun khuda
Sunta nahi kyun khuda
Zindagi ye zindagi ban gayi hai bebasi
Zindagi ye zindagi ban gayi hai bebasi
Ye sard aahe meri ye dard tera sanam

Phir paresha raat hai main saath kaise du sanam
Phir paresha raat hai main saath kaise du sanam
Ajnabi sa ek saya ban gaya hai mera humdam
Tadpa raha hai mujhe
Behka raha hai mujhe
Behka raha hai mujhe
Zindagi ye zindagi ban gayi hai bebasi
Zindagi ye zindagi ban gayi hai bebasi
Ye sard aahe meri ye dard tera sanam

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *