Yeh Safar Bhi Kitna Suhaana Hai Lyrics | Sawaal | Lata Mangeshkar, Anwar | Khayyam

Yeh Safar Bhi Kitna Suhaana Hai Lyrics | Sawaal | Lata Mangeshkar, Anwar | Khayyam

Ye safar bhi kitna suhana hai ye safar bhi kitna suhana hai
Aage hum hai pichhe zamana hai
Aage hum hai pichhe zamana hai
Sath jab tum ho dil diwana hai sath jab tum ho dil diwana hai
Ishq ki thokar me zamana hai ishq ki thokar me zamana hai

Humsafar tum ho aur tumhi manjil
Humsafar tum ho aur tumhi manjil
Gam kise kitni dur jana hai gam kise kitni dur jana hai
Sath jab tum ho dil diwana hai ishq ki thokar me zamana hai
Khawab jo hai teri in aankho me
Khawab jo hai teri in aankho me
Zindagi ko inse sjana hai zindagi ko inse sjana hai
Ye safar bhi kitna suhana hai aage hum hai pichhe zamana hai

Ye jo chhota sa hai chaman apna
Ye jo chhota sa hai chaman apna
Isme nanha sa gul khilana hai isme nanha sa gul khilana hai
Sath jab tum ho dil diwana hai ishq ki thokar me zamana hai
Ishq ki thokar me zamana hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *